Arziyan Song Lyrics - Delhi 6 | Javed Ali | A R Rahman | Kailash Kher

Arziyan Song Lyrics - Delhi 6 | Javed Ali | A R Rahman | Kailash Kher
Song - Arziyan
Film - Delhi-6
Singer - Javed Ali, Kailash Kher
Lyricist - Prasoon Joshi
Music Director - A.R. Rahman

Aziyaan Song Lyrics

Arziyaan sari mein
chehre pe likh ke laaya hoon
Tumse kya mangu mein
tum khud hi samjah lo
ya maulaaaa

Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula

Dararein dararein
Bandhein pe maula
Maramat mukdar ki
kar do maula
Mere Maula

Tere Dar pe Jhuka
hoon Meeta hoon bana hoon
Marammat mukdar ki kar do maula
Marammat mukdar ki kar do maula

Jo bhi tere dar aaya
Juhkne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya
Juhkne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya

Pyaas le ke aaya
Dariya woh bhar laya
Noor ki barish mein
beeghta sa tar aaya
Noor ki barish mein
beeghta sa tar aaya

Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula

Dararein dararein
Maathe pe maula
Maramat mukdar ki
kar do maula
Mere Maula

Jo bhi tere dar aaya
Jhukne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya
Jhukne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya

O Ek khusbu aati thi
O Ek khusbu aati thi

Mein bhatakta jata tha
Reshmi si maya thi
Aur mein takta jata tha
Jab teri gali aaya
Sach tabhi nazar aaya

Jab teri gali aaya
Sach tabhi nazar aaya

Mujhe mein woh khusboo thi
Jisse tune milwaya

Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula


Dararein dararein
hai Maathe pe maula
Maramat mukdar ki
kar do maula
Mere Maula

Aaaaaaa

Tut ke bikharna mujhko
zarur aata hai
Tut ke bikharna mujhko
zarur aata hai
Varna ibbadat wala
ssarur aata hai

sajde mein rehne do
abb kahin na jaunga

sajde mein rehne do
abb kahin na jaunga

Abb jo tumne tukhraya to
Sawar na paunga

Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula

Dararein dararein hai
Maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar
do maula
Mere Maula

Sar utha ke mene to
kitni khwahishe ki thi
Kitne khwaab dekhe
the kitni khosishe ki thi

Jab tu rubaru aaya
Jab tu rubaru aaya
Nazarein na mila paya
Sar jhuka ke ek pal mein

Sar jhuka ke ek pal mein
Mene kya nahi paya

Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula

Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya


Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula

Mere Maula
Maula Maula Maula
Mere Maula
Mere Maula



Eid Special Playlist by Mahfil : 

Eid Ki Achkan - Syed Mohammad Jafri | ईद की अचकन - सय्यद मोहम्मद जाफरी 
Paigham-e-Eid - Hafeez Banarsi | पैग़ाम ईद - हफ़ीज़ बनारसी 
Eid Milan - Nazeer Banarasi | ईद मिलान - नजीर बनारसी 
Eid Ghazal By Nazeer Akbarabadi | ईद के मौके पर नजीक अकबराबादी की नज्में - २
Eid Ghazal By Nazeer Akbarabaadi | ईद के मौके पर नजीक अकबराबादी की नज्में - १
Eid Special Shayari | ईद की शायरी
Eid Mubarak - Kedarnath Agarwal
Eid Ul Fitr-Nazeer Akbaraabadi | ईद उल फ़ितर | नज़ीर अकबराबादी
Eid Ke Din Gale Mil Le Raja Song Lyrics - Teesri Aankh |
Eid Mubarak Song Lyrics - Daddy
Mera Sona Sajan Ghar Aaya Song Lyrics - Dil Pardesi Ho Gaya | Eid Special
Chand Nazar Aa Gaya Song Lyrics | Eid Special Song 
Mubarak Eid Mubarak Song Lyrics| Eid Special Song 
Kun Faya Kun Song Lyrics - Rockstar 
Arziyan Song Lyrics - Delhi 6

No comments:

Post a Comment

We do our best to provide you with the correct lyrics. However, Sometimes we make mistakes. So If you find any mistake in the lyrics, Please let us know in the comment.