Album - Aaja Tujhe Pyar Karu
Singer - Shakti Rajpoot & Neha Sharma
Music - King Paaji & RD Beat
Lyricist - King Paaji
Singer - Shakti Rajpoot & Neha Sharma
Music - King Paaji & RD Beat
Lyricist - King Paaji
Aaja Tujhe Pyar Karu Lyrics
Aaja tujhe pyaar karu
Pyaar baar baar karu
Tu badi hi pyaari hai
Tujhpe ye jaan vaari hai
Aaja ho aaja.
Aaja ho aaja..
Aaja tujhe pyaar karu
Pyaar beshumaar karu
Tu mera shahara hai
Tujh bin na mera guzara hai
Aaja ho aaja..
Aaja ho aaja..
Bas ja meri sanso me tu
Dil ki har ek dhadkan me tu
Mere hot o pe hai baas naam tera
Bas naam tera..
Bas naam tera..
Aaja ho aaja..
Aaja ho aaja..
Aaja tujhe aab main pyaar karu
Khulke main izhaar karu
Chahe din ho ya Raat
Karu pyaar ki baat
Karu pyaar ki baat
Aaja ho aaja..
Aaja ho aaja..
Tu mere jine ki hai baja
Paas tu aa yu na de tu saza
Mere qambaqt dil me utar ja zara
Me utar ja zara
Me utar ja zara
Aaja ho aaja..
Aaja ho aaja..
Tu meri pehli hai aarzoo
Dil keya jaan tujhpe baar du
Baas chal kar mera hath tham lo aa
Hath tham lo aa ..
Hath tham lo aa ..
Aaja ho aaja..
Aaja ho aaja..
No comments:
Post a Comment
We do our best to provide you with the correct lyrics. However, Sometimes we make mistakes. So If you find any mistake in the lyrics, Please let us know in the comment.