Mezbaan Zindagi Song Lyrics - Official Music Video | Asif Panjwani | Harmaan Nazim K. Al

Mezbaan Zindagi Song Lyrics  - Official Music Video | Asif Panjwani | Harmaan Nazim K. Al

Song  – Mezbaan Zindagi
Singer – Harmaan Nazim K. Ali
Lyrics – Mufazzal Zulfekar Haidry
Music – Asif Panjwani

Mezbaan Zindagi Lyrics – English Font

Jism Mein Jitni Saansein Nahi
Utne Imtehaan Hain
Dil Se Bhi, Khwahishon Ke Mit Rahe
Ab Naamon, Nisaan Hain

Banda Hain Raazi
Tu Kar Mehmaanawazi
Banda Hain Raazi
Tu Kar Mehmaanawazi

Zindagi….
Mezbaan Zindagi
Mezbaan Zindagi
Zindagi..
Meharbaan Zindagi

Waqt Toh Hai Guzar Raha
Khud Ka Hi Kyun Intezaar Hai
Ud Raha Hu Main Gubaare Sa
Khud Pe Hi Na Akhtiyaar Hai

O..Adheron Mein Hi Kyun Jiya
Jaane Kya Hota Hai Loon Hai
Na Marne Ka Koyi Pata
Na Jeene Ka Fitoor Hai

Banda Hain Raazi
Tu Kar Mehmaanawazi
Banda Hain Raazi
Tu Kar Mehmaanawazi

Zindagi….
Mezbaan Zindagi
Mezbaan Zindagi
Zindagi..
Meharbaan Zindagi

Dard Ke Panne Hi Khul Rahe
Zindagi Ki Si Tu Kitaab Hai
Dhundhta Hoon Main Har Subah
Jisme Chhipa Har Jawaab Hai

Manzilein Roothi Hai Bewajah
Saazisein Kyu Raaho Ki Nayi
Shukr Ki Hi Arji Karun
Phir Pura Gam Hi Ho Sahi

Banda Hain Raazi
Tu Kar Mehmaanawazi
Banda Hain Raazi
Tu Kar Mehmaanawazi

Zindagi….
Mezbaan Zindagi
Mezbaan Zindagi
Zindagi..
Meharbaan Zindagi

No comments:

Post a Comment

We do our best to provide you with the correct lyrics. However, Sometimes we make mistakes. So If you find any mistake in the lyrics, Please let us know in the comment.