Dhadkane Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan | Javed Ali Khan

Dhadkane Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan | Javed Ali Khan
Dhadkane Lyrics from Rahat Fateh Ali Khan is the new song from the singer.

Listen to the song Dhadkane on JioSaavn

Song: Dhadkane
Singer: Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Music: Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Javed Ali Khan
Music Label: One Plus Playback

Dhadkane Lyrics

Dhadkane, dhadkane ho gayi jawaan
Dhadkane, dhadkane ho gayi jawaan
Dil se suno dhadkano ki nayi dastaan

Tu hi hai
Tu hi zaroori hai
Tu majboori hai
Zindagi adhoori hai

Teri jo doori hai
Kami toh poori hai
Sang tere pyar ke
Hai karwaan..

Dhadkane
Dhadkane ho gayi jawaan
Dil se suno dhadkano ki nayi dastaan

Tu hi hai
Tu hi zaroori hai
Tu majboori hai
Zindagi adhoori hai

Teri jo doori hai
Kami toh poori hai
Sang tere pyar ke
Hai karwaan..

Dhadkane..!!

Aankho ne dekha hai jo
Sapna suhana hai tu
Jiske liye hai
Mera dil deewana hai tu

Tu zindagi hai meri
Maine jo maana hai tu
Mere liye saanso ka
Aana jaana hai tu

Tu hi hai
Tu hi zaroori hai
Tu majboori hai
Zindagi adhoori hai

Teri jo doori hai
Kami to poori hai
Sang tere pyar ke
Hai karwaan..

Dhadkane..!!

Dhadkan ki lau mein basi
Tu hai wafa ki tarah
Hothon mein simti hui
Tu dua ki tarah

Dil ki jameen pe baras
Tu aasmaan ki tarah
Tu laazmi hai mujhko
Meri jaan ki tarah

Tu hi hai
Tu hi zaroori hai
Tu majboori hai
Zindagi adhoori hai

Teri jo doori hai
Kami to poori hai
Sang tere pyar ke
Hai karwaan..

Dhadkane..!!

No comments:

Post a Comment

We do our best to provide you with the correct lyrics. However, Sometimes we make mistakes. So If you find any mistake in the lyrics, Please let us know in the comment.